Monday, May 23, 2011


Mera tuhfa tu ker lay qabool
Maaf kerna hoi mujhse bhool

Kiyonke sonay per chahiye mehngai
Main chaanid lay aye. (Alka Yagnik)

Mera tuhfa tu ker lay qabool
Maaf kerna hoi mujhse bhool

Kiyonke lehnga huya bara menga
Main chunri laya aya (Kumar Sanu)

Mera tuhfa tu ker lay qabool
Maaf kerna hoi mujhse bhool

Kiyonke sonay per chahiye mehngai
Main chaanid lay aye.

Chain dil ko mere yaar de day
Mujhko tuhfa nahi pyar day de (Alka Yagnik)

Dil ke badlay tujhay dil dia hay
Pyar main tu tujhse kia hay (Kumar Sanu)

Chhor de in baton ko
Bhool ja soghaton ko
Bhool ja paye ga dil
In haseen mulaqaton ko (Alka Yagnik)

Mera tuhfa tu ker lay qabool
Maaf kerna hoi mujhse bhool

Kiyonke lehnga huya bara menga
Main chunri laya aya (Kumar Sanu)

Kiyonke sonay per chahiye mehngai
Main chaanid lay aye. (Alka Yagnik)

Yahan jisko mili hay muhabbat
Mil gai uski dunia ki dolat (Kumar Sanu)

Ray pyar kisko hay dolat se milta
Aisa saathi hay qismat say milta (Alka Yagnik)

Chhor donga yeh jahan
Saath tera na chhoronga
Hay kia wada main nay
Yeh qasam na toronga (Kumar Sanu)

Mera tuhfa tu ker lay qabool
Maaf kerna hoi mujhse bhool

Kiyonke sonay per chahiye mehngai
Main chaanid lay aye. (Alka Yagnik)

Mera tuhfa tu ker lay qabool
Maaf kerna hoi mujhse bhool

Kiyonke lehnga huya bara menga
Main chunri laya aya (Kumar Sanu)

Kiyonke sonay per chahiye mehngai
Main chaanid lay aye. (Alka Yagnik)

Kiyonke lehnga huya bara menga
Main chunri laya aya (Kumar Sanu)
Harish


Mohabbat Ki Jhooti Kahani Pe Roye Lyrics

Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye
Ba.di Chot Khai (javani Pe Roye - 2)
Muhabbat Ki Jhuthi ...
Na Socha Na Samajha, Na Dekha Na Bhala
Teri Arazu Ne, Hame.n Mar Dala
Tere Pyar Ki Meharabani Pe Roye, Roye
Muhabbat Ki Jhuthi ...
Khabar Kya Thi Ho.ntho.n Ko Sina Pa.dega
Muhabbat Chhupa Ke Bhi, Jina Pa.dega
Jiye To Magar Zindagani Pe Roye, Roye
Muhabbat Ki Jhuthi ...
Harish 

Sunday, May 22, 2011

 Sweet Love
Ye Dil Mera Jo Bekarar Rahta Hai 
Ye dil mera jo bohat beqaraar rehta hai
Na jaane kiska isay intezaar rehta hai
Wo duur ho ke bhi rehta hai saat-saat meray
Meray khayal ke rath par sawar rehta hai
Kaha tha ishq na karna kisi se dil mairay
Junoo mein khud pay kaha ikhteyaar rehta hai
Udaasi jeel sii ankhon say jab tapakti hai
kinaray aab kohi sogwar rehta 
Intzar 
 Unka waada hai ke wo laut aayenge
Isi ummeed par ham jeeye jayenge
Yeh intezaar bhi unhi ki tarah pyara hai
kar rahe the kar rahe hein aur kiye jayenge
 Andheron Me
Hum to moujood thy andheron main ujalon ki tarha
tum ne chaha hi nahi chahny walon ki tarha
Harish

Ye pal kahin tehra nahi, Yaadon pe toh pehra nahi
Jab dawa se bhi, zakhm na bharay, aise haal mai socho koi kya karay 

Saturday, May 21, 2011

Dard Huaa Hai
Jo dard na hota dil mein,
to khushi ki kimat pata na hoti,
Jo aansu na hote aankho mein,
to aankhein itni khoobsurat na
hoti,
jo bewafai na ki hoti waqt ne,
to wafa ki kabhi chahat na hoti,
agar mangne se poori ho jati
muraadein,
to us khuda ki kabhi jarurat na hoyi
2
wo roothe toh hum bhi chup rahaye
ek baar mana lete tu roz khafa hote
3

 Aise likhne ka bhi kya fayda jo jhuta lage
Aise rang ka bhi kya fayda jo fika lage
Shayari woh hai jo dil se nikle aur jise sunke
Har dil mein thoda sa to dard jage.
Harish masoom

Monday, May 16, 2011

४१
मनुष्यों की कार्यसिद्धि के लिए उत्तम, माध्यम और अधम- 
ये तीन प्रकार के उपाय सुने जाते है, ऐसा वेदवत्ता विद्वान जानते है!
४२
उत्तम, माध्यम और अधम - तीन प्रकार के पुरुष होते है!
इनको यथा योग्य तीन ही प्रकार के कर्मों में लगाना चाहिए!
४३
तीन ही धन के अधिकारी नाजी माने जाते - स्त्री पुत्र तथा दास!
ये जो  कुछ कमाते है ओव धन उसी का होता है जिसके अधीन ये रहते है
  

Sunday, May 15, 2011

Khwab Bankar Koi Ayega


choom kar raat jo sulaayegi to neend aayegi
khwaab ban kar koi aayega to neend aayegi
ab vahi a ke sulaayega to neend aayegi
khwaab ban kar ...
baat jo sirf nigaahon se kahi jaati hai
koi honthon se sunaayega to neend aayegi
khwaab ban kar ...
narm zulfon ki mahak garm badan ki khushabu
chupake chupake vo churaayega to neend aayegi
khwaab ban kar ...
jism haathon ki haraarat se pighal jaayega
aag rag rag mein lagaayega to neend aayegi
khwaab ban kar ...

Saturday, May 14, 2011

8
विद्वान पुरुस किसी विषय को देर तक सुनता है किन्तु शीघ्र ही समझ लेता है,
समझकर कर्त्तव्य बुद्धि से पुरुषार्थ में प्रवृत्त होता है- कामना से नहीं, 
विना पूछे दुसरे के विषय में व्यर्थ कोई बात नहीं कहता है! 
उसका यह स्वभाव पंडित की मुख्य पहचान है
पंडितो की सी बुद्धि रखने वाले मनुष्य दुर्लभ वस्तु की कामना नहीं करते,
खोई हुई वास्तु के विषय में शोक करना नहीं चाहते और विपत्ति में पड़कर घबराते नहीं 
१०
जो पहले निश्रय करके फिर कार्य का आरंभ करता है
कार्य के बीच में नहीं रुकता , समय  को व्यर्थ जाने देता
और चित्त को वस् में रखता है  वही पंडित कहलाता है!
Harish
 

Vidur Niti

विदुर निति 
1
युधिष्ठिर में क्रूरता का अभाव, दया धर्म, सत्य तथा पराक्रम  है!वे अप में पुज्यबुद्धि रखते है! 
इन्ही सदगुणों के कारण वे सोच विचार कर चुप चाप बहुत से क्लेश सह रहे है 
  २
अपने वास्तविक स्वरूप का ज्ञान, उद्योग, दुख सहने की शक्ति और धर्म स्थिरता- 
ये गुण जिस मनुष्य को पुरुसार्थ से बयुत नहीं करते वही पंडित कहलाता है 
जो अच्छे कर्मो का सेवन करता और बुरे कर्मो से दूर रहता है, 
साथ ही जो अस्थिक और श्रृद्धालु है, उसके वे सदगुण पंडित होने के लक्षण है 
क्रोध, हर्ष, गर्व, लज्जा तथा उदंडता तथा अपने को पूज्य समझना-
ये भाव जिसके पुरुषार्थ से भ्रष्ट नहीं करते वही  पंडित कहते है
दुसरे लोग जो जिसके कर्तव्य, सलाह और पहले से किये हुए विचार को नहीं जानते 
बल्कि काम पूरा होने पर ही जानते है वही पंडित कहलाते है 
सर्दी, गर्मी, भय, अनुराग संपत्ति अथवा दरिद्रता - 
ये जिसके कार्य में विघ्न नहीं डालते  वही पनित कहलाता है 
जिसकी लौकिक बुद्धि धर्म और अर्थ का ही अनुसरण करती है 
और जो भोग को छोड़कर प्रुसर्थ का ही वरण करता है वही पंडित कहलाता है    






Sunday, May 8, 2011

Mother Day


I Love You Mother
I Love You Mother
You are so special and kind
And I love you so
You helped to build my mind
And I want you to know.
The thought of you by me
Just makes me smile.
We are so close
Forever and not just a while.
I appreciate you mother
And I love all your style. 
Harish





Saturday, May 7, 2011

मेरी जीवन की अनेक ख्वायिशो को पूरा होने में अब ज्यादा समय नहीं लगेगा

हरीश

Monday, May 2, 2011

Mukesh
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi
bahaar aane se pahle Khizaan chali aayi
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi

Khushi ki chaah mein main ne uthaaye ranj bade
Khushi ki chaah mein main ne uthaaye ranj bade
meraa naseeb ki mere qadam jahaan bhi pade
ye badnaseebi meri bhi wahaan chali aayi
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi

udaas raat hai veeraan dil ki mahfil hai
udaas raat hai veeraan dil ki mahfil hai
na hamsafar hai koi aur na koi manzil hai
ye zindagi mujhe lekar kahaan chali aayi
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi
bahaar aane se pahle Khizaan chali aayi

Harish chand
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi